Waqt
- Soniya
- Jun 25, 2021
- 1 min read
yaad bhut ata hai tu
Kya jaane kyun tu beet gaya
na jaane kyun tu badal gaya
par yaad bhut ata h tu.
kya tujhse ab shikwa karun
na jaane ku mein hairaan hoon
tera beet jana to ek katu satya hai
badal jana to teri fitrat hai.
par yaad bhut ata h tu
Comments